karnti ke shabd ka arth janta hu kranti ke geet gana janta hu gar so gayi samsheer mere desh ki ye tasvir ho gayi mere desh ki kranti ko mai jagana janta hu kranti ke geet gana janta hu krannt ko mai jagana janta hu karnti ke shabd ka arth janta hu kranti ke geet gana janta hu by mr .inderjeet singh yadav (senapati) irrigation deptt. uttranchal roorkee mob .9557008973...
kuch toh kasme aaj yahan khalo saathio kuch toh farj aapna aab nibhalo saathiyo luthe hue vatan ko bachalo saathio luthe hue vatan ko bachalo saathio kuch seva karke humko todne mei lage hai kuch dhan ke bal pe humko fodne mei lage hai afsos desh mei bhi kuch aiso ke haath hai jo aapni matra bhoomi bhulne mei lage hai deemak lagi hai neev mei makan ki pahle ussi se ab char ko bachalo saathio kuch toh kasme aaj khalo saathio kuch toh farj aapna aab nibhalo saathiyo luthe hue vatan ko bachalo saathio luthe hue vatan ko bachalo saathio gar laaj loote draupadi ki krishna khade h gaddi ke liye ram aaj hat pe ade hai hai fark sirf rehjano rehbaro sirf ye ve sansado mei or ye bheedo mei pade hai ye aastin ke saap hai rehbar ke naam par pahle been bjakar inhe rijhahiye punjab or bengal ke batware kar diye himgri shikhar cheen ke charno mei rakh diye bharat ke maanchitra mei sindhu nahi rahi rashtra geet prem ke lopth kar diye u pahle hi dukhi hai desh attankwad se garima na bharat desh ki girao saathio kuch toh kasme aaj yahan khalo saathio kuch toh farj aapna aab nibhalo saathiyo luthe hue vatan ko bachalo saathio luthe hue vatan ko bachalo saathio maa bharti ka maan chitra jo mityega geet vandematram ke jo na gayega aise logo ko hum rehne naa denge lahu denge par vatan ki mitti na denge ghajni ka aakraman ab hone naa denge soomnath ke mandir ko hum lutne naa denge satiyo ke samshaan ab sajne naa denge lahu denge par vatan ki mitti na denge